Waalid,
These lines is dedicated to my father. Kyoki apne name ke piche apne baap ka name hona hi duniya ki sabse badi daulat hai. Agar baap ka hath sar pe ho to har mushkil aasan hai aur baap ki ungli pakadkar har shidi chadna aasan hai. For more lines visit my blog merishayrikiduniya.blogspot.com Mujhe nahi chahiye daulat-o- sohrat, Tere naam ka sahara kafi hai, Chad jaunga har kamyabi ki shidi, Teri ungli ka sahara kafi hai, - Mohd Akif Akram